Skip to main content

Posts

Showing posts from March, 2017

Parosan ki beti ka naam dua hai

Parosan ki beti ka naam dua hai Kabhi raah chalte dua salam hoti hai To wo pochti hain beta kaise ho??? Mai bas itna hi kehta hon aunty apki dua chahiye

Raat ko azad hojate hain jaane kis tarah

Raat ko azad hojate hain jaane kis tarah Sara din rakhta hon mai to anso sanbhal kar

Mujhe bachpan ka wo dukh nahi bholta

Mujhe bachpan ka wo dukh nahi bholta jab raat bhar jari rehne wali barish subha school ke time ruk jati thi

Tu isko zabt samjh ya ana keh ley !!

Tu isko zabt samjh ya ana keh ley !! Ab main tujh ko apne dard btane wala nahi !!

Kabhi tum ne !!

Kabhi tum ne !! Saha hai kya ??? Boht mehrbaan shakhs ka .... Achanak na mehrbaan ho jana !!